एलर्जी
एलर्जी के लक्षणों के खिलाफ सीधे हार्मोनल प्रभाव के लिए Adrenalinum 6X । (4 गोली दिन में 3 बार),
एंटीहिस्टामिनिक प्रभाव के लिए Hepar sulphuris 6X। (4 गोली दिन में 3 बार)
Histaminum 30C एंटीहिस्टामाइन प्रभाव के लिए सबसे अच्छा एंटीएलर्जिक प्रतिक्रिया प्रदान करता है। (दिन में 3 बार)
Aller-N drop का रिजल्ट भी बहुत बढ़िया है।

Nuxvomica 30 sham ko roj ek baar aur garm cheeze aur meet band karna padega
58Y, Female.
Food Allergy hai aur 10 years se dry itching on full body continue rehtee hai. Bahut khuhjana padta hai.
Medicine prescribe.
Please
Kya kya dikkate hoti hai apko
English madacin liye ha
Kon kon si dawai li hai.
Sir doctor se mile hai to report alarji hai dava le rahe hai par thik nahi ho raha hai.plese solve it.
Nirbhay ji Causticum 200 teen din mai ek baar leni chahiye.
Sir mere ko 8 months se gale me bulgum ban raha hai. jaldi jaldi thukna padta hai.kabhi kabhi gale me lagta hai ki kuchh fasa hai khakhar ke thukna padta hai dusra laxshsn kuchh nahi hai.mera age 30 years hsi.
Aapko Camphor Q ki 5 boond din me char baar leni chahiye.
Sardi,bukhar, headek me koun tab lena hi
Poonam ji kuch aur lakshan batayiye.
पूनम जी केस दर्द है पूरी जानकारी दीजिये।
Maine bahut treatment kraya but mere pair ka dard kam hi nhi ho rha h
Mujhe psoriasis ki wajah se joints pain h or main chal nhi pati hu right foot me dard h
NL-2 daily and nuxvomica 200 once a week.
Sir mereko Sardi hai. Har waqt naak se Pani nikalta hai.. sneezing v hoterehta hai.. karib 4 Saal hogaya.. cetrizene tablet har 2 din par le Raha hoon aur metaspray naak me daal Raha hoon. Iska koi permanent ilaaz bataiye..
Sulphur 30 din me teen bar.
Mere ko 5 sal se puri body pe kujli Aa rahi hey aur koy toni dit ki tarah jalan o raha hey upay bataye